Dost ki maa ke sath chudai
Desi Chudai
Hello doston, main Harsh Patil ek baar fir aaya hu ek nayi kahani lekar. Aasha karta hu aap sab theek honge. Main bas yahi kehna chaahunga aap sab surakshit rahe, aur apna khayaal khud rakhe. Jo naye readers hai, unhe apana parichay deta hu. Meri umar 30 saal hai, aur main Navi Mumbai mein rehta hu. Aap sabhi ki feedback ke mails aate hai, to bahut acha lagta hai. Aise hi apna pyar dete rahiye. Abhi aapko zyada bore na karte hue seedha story pe chalta hu. Aaj ki ye kahani mere dost ki mom ke sath hui real ghatna ke baare mein hai. Mere dost ka naam Vikas hai, aur hum dono ki dosti gym se shuru hui thi. Hum dono sath mein hi gym mein jaate the, aur ek-doosre ke gym mein partner the. Uski family mein teen hi member hai, ek Vikas, uske papa, aur uski maa. Uski maa ka naam Kusum hai, aur age kareeb 48 years hogi. Maine jab unhe pehli baar dekha tha, tab mere mann mein aisa waisa kuch khayaal nahi tha. Main daily subha Vikas ke ghar se usko pick karta tha gym jaane ke liye. Uske baad hum dono gym mein exercise karte, aur wapas ghar aane ke baad apne-apne office chale jaate the. Aise hi ek subha main Vikas ke ghar gaya, aur bell bajayi. Tabhi darwaza aunty ne khola. Main unhe dekhta hi reh gaya. Wo abhi-abhi neend se uthi thi shayad, aur unhone jo nighty pehni thi, wo bahut deep gale ki thi. Usme se unke boobs ka cleavage clear dikh raha tha. Bas unke nipples hi baaki the dikhane. Wo sab dekh kar to mera dimag hi kharaab hua. Fir bhi jaise-taise maine khud ko sambhala aur aunty se poocha- Main: Aunty Vikas utha nahi kya abhi tak? Use phone kar raha hu, utha bhi nahi raha hai. Aunty: Haa wo aaj nahi aayega gym. Kal wo thoda late office se aaya tha, aur uski tabiyat bhi thodi theek nahi hai iske liye. Main: Theek hai aunty, uska khayaal rakhna, main chalta hu. Itna keh kar main waha se aa to gaya. Lekin mere dimag mein abhi bhi aunty ka hi khayaal aa raha tha. Bas us din ke baad mere dimag mein aunty ke liye alag hi khayaal aane chaalu ho gaye. Us din main jaan-boojh kar shaam ko Vikas ke ghar chala gaya uska haal-chaal poochne. Us waqt ghar mein Vikas aur aunty dono hi the. Uncle kahi baahar gaye hue the. Main seedha jaake Vikas ke room mein gaya, lekin wo so raha tha. Fir aunty mere liye paani ka glass lekar aayi. Maine paani piya aur aunty ne mujhe ishare se kaha baahar chalo use aaram karne do. Fir hum dono baahar hall mein aa gaye. Ab hum dono sofe par baith kar dheere-dheere baatein kar rahe the. Main: Abhi kaisi hai Vikas ki tabiyat? Aunty: Abhi theek hai. Thodi der pehle hi wo doctor ke paas jaa kar aaya hai. Main: Kal subha to theek tha, fir achanak kaise? Aunty: Arre wo kal kidhar baahar gaya tha apne office ke doston ke sath, aur late aaya raat ko. Isliye shayad use takleef hui hogi. Ab main bas aunty ki baatein sun raha tha, aur unhe bas notice kar raha tha. Kyunki us din ka aunty ka roop mere dimag se abhi tak gaya nahi tha. Thodi der baad shayad aunty ne bhi ye baat notice ki, ki main kuch zyada bol nahi raha tha, aur unhe hi ghoor raha tha bas. Fir wo achanak se uth kar andar chali gayi. Aur tabhi Vikas uth kar apne room se baahar aa gaya. Fir maine thodi der usse baat ki, lekin aunty baahar hi nahi aayi. Main fir aise hi uske ghar se wapas aa gaya. Aaj fir main aunty ko imagine karke muth maar kar so gaya. Uske baad main bhi kuch din nahi gaya Vikas ke ghar. Fir ek din shaam ke samay main kuch shopping ke liye market gaya tha. Tabhi waha mujhe aunty mil gayi. Main: Hi aunty. Aunty: Hello beta, tum yaha kaise? Main: Ji kuch zaroori samaan lene aaya tha. Ho gaya sab leke, abhi bas nikal hi raha tha. Aunty ke hath mein do bags the, jo dekh kar bhaari bhi lag rahe the. Aunty: Acha meri bhi shopping ho gayi hai. Main bhi nikal rahi thi ghar ke liye. Main: Ok, yaha pe ek hotel mein coffee achi milti hai. Agar aapko jaldi na ho to chalte hai. Aunty bhi is baat ke liye agree ho gayi aur hum dono waha ke ek hotel mein coffee peene chale gaye. Fir maine coffee order ki, aur dono thodi der aise hi idhar-udhar ki baatein karne lage. Ab bhi main aunty ko ghoor raha tha. Ye baat aunty ne notice kar li, aur mujhse poocha- Aunty: Ek baat batao, tum itna kyun ghoorte ho mujhe? Ye baat sunte hi meri to sitti-pitti gul ho gayi. Main 2 minute ke liye ek-dum shant tha, aur aunty ne firse wahi sawaal poocha. Ab maine thoda apne aap ko sambhala aur kaha- Main: Nahi aisa nahi hai kuch. Bas aise hi aapko jab bhi dekhta hu, to bas dekhte hi rehne ka mann karta hai. Aap mujhe behad achi lagti ho. Please is baat ka bura mat maanna. Aunty: Acha aisi baat hai. Aur kaha se tumko main achi lagti hu? Main to ab buddhi ho chuki hu. Main: Nahi aunty aisa mat kaho. Mujhe aapko dekh kar bilkul bhi aisa kuch khayaal nahi aata ki aap buddhi ho. Aap aaj bhi behad khoobsurat ho sach mein. Fir aunty bhi thodi sharmayi aur fir hum dono waha se nikal kar ghar ki taraf jaane lage. Is baar aunty mujhse ek-dum chipak kar baithi thi bike pe. Thodi der baad aunty ka ghar aa gaya, aur aunty utar gayi. Aur main bhi utar gaya. Tabhi maine aunty se kaha- Main: Aunty aaj jo maine aapse kaha, aap please us baat ka bura mat maanna. Aur haa, sach mein aap behad khoobsurat ho. Aur itna bol kar main bike pe baith kar apne ghar aa gaya. Us din mere khayalon mein sirf aunty hi ghoom rahi thi. Uske baad raat mein kareeb 11:30 baje main apne bedroom mein tha. Mere whatsapp pe hi ek massage aaya unknown number se. Maine wo message read kiya, aur uska profile pic check kiya. Ye to aunty ka message tha. Main poora shock aur khushi mein jhoom utha tha. Fir maine bhi usko reply kiya. Main: Hi aunty, aap? Aunty: Haa main soyi nahi abhi tak. Main: Nahi bas sone hi jaa raha tha. Tabhi aapka message dekha. Aapko mera number kaha se mila? Aunty: Arre wo maine Vikas se liya tha. Main: Acha, khaana ho gaya aapka? Aunty: Haa ho gaya. Acha ek bat batao, jo tum subha keh rahe the. Kya tumhe main sach mein achi lagti hu? Main: Ji aunty bilkul, aap sach mein mujhe bahut achi lagti ho.