Dosti me kareebiyan-2
Pehli Chudai
Pichla bhaag padhe:- Dosti me kareebiyan-1 Meri Pehli Chudai Story mein aap sab ka welcome. Ab aage- Usko jaise hi lund mehsoos hua wo peeche mundi ghuma ke boli- Sonal: Saale mujhpe kab se try maarne laga tu? Main (Haste hue kaha): Abe pagal hai kya? Main kyun try maaru? Sonal (Wo mere lund pe ishara karte hue boli): Haa dikh raha hai. Main (Haste hue): Haa tu chipki na, to wo neend se jaag gaya. Sonal: Sula de isko wapas. Yaha iska kuch nahi hone wala. Main: Sone ke time wo bhi so jayega. Fir maine kaha: Yaar main bahut thak gaya hu. Sone ka kya scene hai? Wo boli: Bed ek hi hai mere room mein bas. Main bola: Fir tu kahan soyegi (aur hasne laga)? Wo boli: Kameene! Main bola: Main neeche so jaunga. Wo boli: Nahi re pagal, tu room mein sofe pe so jana. Sofa hai mere room mein. Maine ok bol diya. Fir maine thodi der apna phone use kiya. Uske baad mujhe neend aane lagi. Safar ki wajah se main kaafi thaka hua tha, to main so gaya. Kareeb 3 baje raat ko meri aankh khuli. Mujhe pyaas lagi thi. Mere baju mein table tha. Waha bottle thi, but wo khaali thi. Main uth ke kitchen mein gaya, aur paani piya. Jab wapas room mein aaya sone ke liye, to meri nazar Sonal par padi. Main usko dekhta hi reh gaya. Wo soyi hui thi. Usne white t-shirt patli si, aur neeche ek pink color ki shorts pehni thi. T-shirt ke upar se hi uski black bra saaf dikh rahi thi. Mera mann uske liye dolne laga. Sote hue bhi uski body kaafi achi fragrance de rahi thi. Main soonghne laga. Main paas gaya to uske shorts se neeche jhaankne pe pata chala usne black panty pehni thi. Wo makkhan jaisi gori hai, lambe ghane baal, gulabi honth, nasheeli aankhen, moti gaand, aur sexy boobs. Main uski taraf khicha chala jaa raha tha. Par ek-dum se mere dil mein darr aaya kahi ye jag gayi to? Fir jaise hi main peeche hata, usne aankhen kholi aur kaha- Sonal: Kya hua, tu soya nahi? Main: Nahi main kitchen mein gaya tha. Sonal: Theek hai, so jaa. Main: Neend nahi aa rahi be mujhe. Sonal: To baahar jaake ladki chhed de (Ye bol ke wo hasne lagi). Maine usse flirt karte hue kaha: Tere hote hue kisi aur ko kyun chhedu? Sonal: Bada kameena hai re tu. Main: Tera hi dost hu. Hum baatein kar rahe the. Usne kaha: Neend to ab mujhe bhi nahi aa rahi yaar, chal baatein hi karte hai. Wo bed pe tek laga ke baith gayi. Main uske saamne baith gaya. Hum baatein karne lage. Magar meri nazar baar-baar uske boobs pe jaa rahi thi. Hum baatein kar rahe the, tabhi topic nikla ki hamari farewell party mein hum dono ne couple dance kiya tha. Sonal: Yaar Sahil us time kitna maza aaya tha. Tu main hum sab dost sath the. Tujhe yaad hai party mein kaise hamne dance kiya tha? Main: Wo kaise bhool sakta hu yaar. Saari girls aur boys ki jal gayi thi hamari jodi dekh ke. Sonal: Haa bina couple bane best couple dance award bhi le liya tha. Main: Ab ban hi jaate hai hum. Sonal: Kya matlab? Main: Kuch nahi, chal na firse couple dance karte hai. Sonal: Abhi? Main: Kyun, teri meeting hai? Sonal: Chal, main music lagati hu. Hum dono dance karne ke liye ready hue. Maine uske hath mein hath daal ke usko apni taraf kheencha, aur kamar mein hath daal ke dance karne laga, jisse wo mere kareeb aa gayi. Uske boobs meri chhati se chipak gaye. Hum dono dance kar rahe the. Uski garam saanse mujhe face pe feel ho rahi thi. Hum kareeb aane lage dance karte hue, aur baatein bhi kar rahe the. Usne khud hi kaha- Sonal: Yaar Sahil, hum logon ne kitne romantic dance kiye the. Maine bhi haa kaha. Main uske boobs apni chhati pe feel kar raha tha. Hum dono hi kareeb the, aur ek-doosre ki saanse feel kar rahe the. Main kamar se hath daal ke uski peeth sehla raha tha. Rance karte hue song change hua, aur hate story movie ka song “Aaj fir tum pe pyar aaya hai” lag gaya. Hum dono ek-doosre ki aankhon mein aankhen daal ke dance karne lage. Maine usko palat diya, aur back se pakad ke dance karne laga. Uski neck ko naak laga ke apni saanse feel karwa raha tha. Mera lund khada tha uski gaand pe touch ho raha tha. Usko feel hua, par wo bhi enjoy karne lagi. Main hatho ko pakad ke pet ke paas rakh ke dance kar raha tha, to uske boobs meri kohni pe feel ho rahe the. Maine fir usko seedha karke salsa dance start kar diya. Hum dance enjoy kar rahe the, par mann mein hawas aa gayi thi mere. Main aur Sonal ek-doosre ki saanse feel kar rahe the. Main hatho ko kamar pe leke jaa raha tha, aur hum aankhon hi aankhon mein dekhte hue ek-doosre ke kareeb aa rahe the. Achanak light chali gayi. Hum dono alag hue. Maine Sonal se kaha: Light achanak kaise chali gayi? Sonal: Pata nahi. Aa jayegi thodi der mein. 2 minute baad light aa gayi. Fir hum sone chale gaye. Subha meri neend khuli. Maine time dekha to 8 baj rahe the. Main bathroom ki taraf gaya, to wo locked tha. Maine Sonal ko awaaz lagayi, to wo boli- Sonal: Naha rahi hu. Main baahar wait karne laga. Wo bathroom se nikli, to lower aur t-shirt mein thi. Main andar gaya, aur brush karne laga. Tab meri nazar Sonal ki panty pe gayi. Wo wahan rakh ke chali gayi thi. Main apne aap ko rok nahi paaya, aur uski panty hath mein leke uski chut wali jagah ko soonghne laga. Badi pyari aur manmohit karne wali khushbu thi. Main uski panty chaat-chaat ke geeli kar diya. Fir main naha ke baahar aaya. Tab tak usne nashta aur chai ready rakhe the. Hum dono nashta karne lage, to wo boli- Sonal: Chal ab taiyar hoja, office jana hai. Tera interview hai aaj, bas tu interview ache se dena. Baaki main sambhaal loongi. Hum dono taiyaar hoke uske office gaye. Maine interview diya aur uske flat pe aa gaya. Wo shaam ko aane wali thi. Maine socha uske liye khaana bana deta hu. Fir maine apna aur uska khaana banaya, aur chai bana kar balcony mein khada ho gaya aur sutta (cigarette) peene laga. Wo 7 baje office se aayi. Maine door khola to usne seedhe mujhe hug kar liya. Achanak aisa hug milne se mera lund khada ho gaya, jo usne bhi feel kiya. Maine kaha: Arre kya hua? Usne hug kiye rakha aur boli: Ab sath mein office jayenge.