Ek Khoobsurat Ajnabi Larki Ki Chudai
Desi Chudai
Hi doston kaise ho sab log ye meri pehli sex story hai jo ap logon ko pasand ay gi agar koi mujh se bat karna chahe to mail kar sakte hai ab kahani pe ata hun. Mera name hassan hai aur me islamabad pakistan ka rehne wala hon meri hight 5’8″ hai ek average body ka larka hon. Ye chudai ki kahani aaj se ek saal pehle ki hai me weekend pe bike pe murree ja raha tha jab me ne phulgaraan tool plaza cross kiya to kuch door jane pe mujhe ek larki ne lift k liye ishara kiya me ne rok li aur us se apne sath betha liya. Main – ap ne kahan jana hai Wo – ap ne kahan jana hai Main – me to murree ja raha hon Wo – me ne bhi murree jana hai Main – akeli gai kahan thi aur Wo – kahen nahi Main – ghar kahan hai ap ka Wo – rawalpindi me Main – ok Main – ap ne ab tak apna name nahi bataya Wo – sorry me ajnabi logon ko name nahi batati Main – acha ajnabi logon k sath bike pe beth sakti ho name nahi bata sakti Wo – meri majbori hai is liye lift ap ko acha nahi laga to utaar den Main – ok mujh se dosti kar lo phir ajnabi pan khatam ho jay ga Wo – me ap ko janti tak nahi to dosti kase kar lon Main – mera name hassan hai aur me islamabad ka rehne wala hon meri dad businessman hai hmara ek ghar murree me bhi hai jahan ham summer vacations me jate hai aur kiya janna chahti ho Wo – kuch bhi nahi Main – phir friendship? Wo – sorry Phir ham donon khamosh ho k beth gay raste me ek hotel aya to me ne bike rok li me ne us se pocha kiya lo gi us ne kaha paani aur kuch nahi Me ne do cold drinks aur kuch pakore mangwa liye khane k bad ham phir chal pare kuch der guzri to wo boli naraz ho gay ho Main – nahi naraz to apnon se hova jata hai hmare darmiyan kon sa rishta hai Wo – itni jaldi friendship khatam bhi kar di Main – ap ne friendship ki hi nahi to khatam kahan sy ho gi Wo – abhi kar leti hon Main – pehle apna name batao Wo – nazia Main – kia karti ho Nazia – kuch nahi tum kiya karte hai Main – kuch nahi abhi exams se free hova hon Nazia – murree kiya kar ne ja rahe hai Main – bas wesy hi yeh tum bar bar peeche kion dekh rahi ho Nazia – nahi to Main – koi pareshani hai kiya Nazia – nahi to Main – matlab hai tum mujhe bata sakti ho shaid koi help kar sakon Nazia – nahi hai Main – ok murree kion ja rahi ho aur akeli kion ho Nazia – bas wese hi Main – murree kahan jao gi koi hai janne wala Nazia – nahi hai Main – phir akeli raho gi kahan aur karo gi kiya Nazia – kisi hotel me reh lon gi Main – dekho ab ahm dost hai tum apni preshani mujh share kar sakti ho bharosa karo mujh pe Nazia – ok kiya help kar sakte ho Main – pehle problem to batao Nazia – mere baap ne mujhe paison ki khatir mujhe ek budhe k han bech diya tha me ghar chor k bhaag ai hon Abhi mere pas paise bhi nahi hai samjh nahi a rahi kiya karon Main – yeh to ghalt kiya tumhare baap ne tumhen police k pas jana chahiye tha ghar nahi chorna tha Nazia – police bhi us budhe k sath mili hoi hai sirf ek kam kar do mujhe wahan koi job dilwa do please Main – job to bad ka masla hai pehle rehne ka socho Nazia – tum hi kuch kar do please khuda k liye Main – yar tum akeli ho yehi problem tumhen hotel me bhi nahi thehra sakta un ko pata chala keh tum akeli ho kuch bura na kar den Nazia – please kuch kar do tum to yahan ate rehte ho Main – sirf ek hal hai mere pas agar tumhen mujh pe yakeen hai to Nazia – bolo kon sa Main – jab job aur rehaish ki problem solve nahi hoti mere sath mere ghar me raho Nazia nahi kuch aur socho Main – tumhen mujh pe yakeen nahi hai Nazia – yakeen hai magar tumare ghar wale Main – wo sab islamabad me hai Nazia -phir bhi nahi Main – ok phir kisi hotel me try karen ge Nazia – okkoi sasta sa ho jay Main – ok Phir ham takriban adhe ghante bad ponch gay aur hotel pe room ki try karte rahe magar wahan to ek raat k 3000 rupe mang rahe the khane k akhrajat alag Main – ab bolo kiya karen itni raqam hai tumare pas Nazia – nahi Main – phir chalo mere sath ghar agar kaho gi to kisi hotel me chala jaon ga aur tum wahan reh lena Nazia – chalo lekin mujhe wahan dar lage ga is liye tum bhi ghar sona Main – ok Phir me us se le k ghar a giya hmara pia park sath kashmir point pe hai Me ne saban aur towel diya aur kaha fresh ho lo Usne naqab utara to pehli dafa us se dekha wo boht khobsorat thi 5’5″ uski hight lambe black hairrs gehri black ankhen me ne us se kaha tum to boht khobsorat ho wo sharma k bath room chali gai us k ane bad phr me chala gya tab tak shaam ho gai thi to us se me ne kaha chalo bahir chalte hai us ne kaha n me ne kaha maalla road pe chalte thora ghoom phir len ge aur dinner b kar len ge. Ham mallroad pe thori der ghoom phir k dinner kar k wapis a k soo gay wo alag room me soi aur me alag me agli subah us ne mujhe 9 bajy jagaya aur pocha nashte ka kiya karna hai me ne kaha bahir karen ya idar le aon us ne kaha edar saman le ao bana me lon gi me ne kaha thek hai me bath le kbahir jane laga. To usne kaha mujhe kapre chahye ap ki mom ya sis k hai idar me ne nahi me ne apne kapre dhone the me ne kaha tum apne kapre bhi ghar se nahi lai us ne kaha nahi jaldi nikalna para is liye me ne kaha agar tum mere kapre pehn lo jab tak tumare khushk na ho jain us ne thek hai me ne usse apni ek dress pent shirt di to us ne kaha koi shalwar kamees nahi hai me ne kaha nahi to us ne kaha thek tum saman le ao tab tak me fresh ho jaati hon me jab saman le k aya. To usse me ne apni dress pent shirt me dekha wo boht piyari lag rahi thi shirt us ko thori tang hone ki waja se us k boobs bahir ane ko the jab us ne mujhe apni taraf dekhta pa kar sharma kar munh pher liya thori der bad us ne kaha tumare pas koi shirt nahi hai jo lose ho me ne kaha nahi tum is me khobsort aur sexy lag rahi ho wo sharma k kitchen me chali gai phir ham ne nashta kiya me tv dekhne lag giya aur us ne ghar ki safai ki 2 bajay me ne us se kaha tiyar ho jao mallroad pe chalte hai.