Jab Main Bani Love Guru – Episode 2
Pehli Chudai
This story is part of the Jab Main Bani Love Guru series Suman ka kayapalat to maine kar diya tha aur Ashok ne usko ye bhi sikha diya tha ki ladko se baat kaise karte hain. Mujhe laga ab uski samasya ka samadhaan ho chuka hoga par wo ab ek nayi samasya ke saath mere saamne haajir thi. Main: “Ab to khush ho tum Suman?” Suman: “College time me jab main ladkiyo se unke boyfriend ki baatein sunaa karti thi to mujhe lagta tha kya faaltu baatein karti hain. Kaise unhone kiss kiya, kaha gumne gaye, kahi hotel me jakar sab kuchh kar liya vagerah. Par ab samajh me aa raha hain wo faaltu nahi tha. Maine college ki masti miss kar di. Main ab wo masti wale din jeena chahti hoon” Main: “Tere liye to ghar wale ladka dhoondh rahe hain na?” Sumna: “Shaaadi to main 2-3 saal nahi karungi. Par college wali life me abhi jeena chahti hoon. Aap meri help karo” Main: “Main kya help karu! Pahle to tumhe boyfriend dhoondhna padega” Suman: “Ek ladka hain meri najar me” Main: “Kaha, office me?” Suman: “Haa” Main: “Tum to kah rahi thi office me sab boring ladke hain” Suman: “Nahin, ek naya ladka mila hain” Main: “Baat hoti hain us se?” Suman: “General baat hoti hain. Pata nahi wo mujhme interested hai bhi ya nahi” Main: “To pata laga” Suman: “Kaise pata lagau, aap hi batao” Main: “Wo tumhari taraf dhyaan deta hain ya phir tumhari khubsurti ki taarif karta hain ya nahi, ya tumhare kapdo ki” Suman: “Baat karte waqt hi dekhta hain baaki to nah idekhta. Aur taarif to wo nahi karta” Main: “Ho sakta hain uski pahle se koi girl friend ho” Suman: “Kabhi bataya to nahi, aapko kabhi aesa koi mila?” Ab main usko kaise batati, mera boss Rahul, us se taarif nikalwane ke liye kya kya nahi kiya tha. Jaisa ki aapne meri pichhli kahani “Nayi Dagar Naye Humsafar” me padha hi tha. Suman: “Kaha, kho gayi aap…aapke saath aesa kabhi hua kya?” Main: “Haa ek mila tha aesa ladka” Suman: “Aapke jaisi khubsurat ladki ko koi mard na dekhe ho hi nahi sakta. Kisi mard ne aapki taarif nahi ki, kaun tha aesa?” Main: “Tha ek, chhodo uski baat” Suman: “Nahi Nahi, batao. Aapne kya kiya phir, main bhi wohi karungi” Main: “Nahi tu rahne de, wo galat raasta tha” Suman:”Aapke tarike ne kaam kiya ki nahi? usne taarif ki aapki phir?” Main: “kuchh koshisho ke baad taarif to ki thi” Suman: “Bas phir main bhi wo tarika apnaaungi. Aap batao kya karna hain” Main: “Yaha par garden me nahi. kal shaam jab Ashok walk par chala jayega tab main tumhe ghar bulaaungi ” Agli shaam Ashok ke walk par jaane ke baad maine usko ghar bulaya. Hum dono ek dusre ke saamne sofe par baithhe the. Main: “Maine jo kiya tha, jaruri nahi tum bhi yahi karo. Kal ko tumhare saath kuchh galat hua to mera naam mat lena” Suman: “Aap sirf batao, saari jimmedari meri agar kuchh galat hua to” Maine jo tarika apne boss Rahul par aajmaya tha, wo ab main Suman ko bataane lagi. Main: “Haa to suno, maine apne shirt ka button thoda khol kar uske saamne thoda jhuki aur apna cleavage dikhaya tha. Uske chehre ke expression badal gaye the. Thodi taarif bhi ki thi. Matlab wo mujhme interested tha, usko wo pasand aaya tha” Suman: “Mujhe batao, kaise karna hain, kitna jhukna hain” Main: “tumne abhi tshirt pahna hain, par theek hain, tum thoda aage jhuko” Suman ab sofe par baithhe hi aage ki taraf jhuki, uska thoda sa loose tshirt thoda aage se khula, maine usko aur jhukne ko kaha. Uske mammo ka ubhaar tshirt ke andar se dikhne laga. Suman: “Bas itna jhukne se kaam ho jayega? Uski taraf dekhna. Uske haav bhaav change honge. Uske baad uska tumhare saath attitude badal jayega. Taarif karne lagega to samjh lena kaam ho gaya” Suman: “Theek hain main kal hi try karungi” Agle din shaam ko main garden me walk karne gayi. Saamne se Suman chalti hui aayi. Mera haath pakad kar bench par baithha diya aur khush hokar batane lagi. Suman: “Kamaal ka idea tha aapka. Uski shakal dekhne laayak thi. Baat karte haklaane laga tha” Main: “Itna kya kar diya tumne?” Suman: “Aapne bataya utna hi kiya. Wo jo button wala yellow shirt dilaya tha aapne, wo pahna tha. Upar ke 2 button khol kar pura jhuk gayi thi’ Main: “Kya?? 2 button khol diye!! Paagal, 2 button kholne ke baad to khade khade hi kaafi kuchh dikh jata hain. Jhukne par to gadar mach gaya hoga. Kuchh kiya to nahi usne phir?” Suman: “Nahi, aankhein faad dekhta hi raha. Mujhe itna maja aaya ki main dusri baar phir jhuki, phir uski haalat kharaab” Main: “Kuchh pakad leta to? ye bata taarif ki ya nahi” Suman: “Taarif to nahi ki par uski aankhon me dikh rahi thi. Aage batao kya karna hain, aapne kuchh kiya tha?” Main: “Maine phir kuchh nahi kiya, phir ek party me usne mere saath dance kiya tha, tab wo mere karib aa gaya tha aur dil khol kar taarif ki thi” Suman: “Mujhe to dance aata hi nahi hain, aap mujhe dance sikhaogi, chalo abhi” Main: “Abhi nahi, kal shaam ko me walk par nahi jaungi, Ashok ke walk par jaane ke baad main tumhe bula lungi” Agli shaam Ashok ke walk par jaate hi meri class phir se shuru hui. Is baar dance ke step sikhaane lagi. Usne thode bahut step sikh liye the. Main: “Dance to sikh rahi hain, par office me kaise karegi. Uske ghar jayegi ya disco me” Suman: “Wo main sambhaal lungi. Aap kal shaam thodi si aur practice karwa dena” Main: “Agle 2-3 din nahi, main office me late ho jaungi kaam hain. Par tumne jitna sikhaya utna kaafi hain is kaam ke liye. Baaki kaam to wo ladka khud hi kar dega” Wo khushi khushi chali gayi. Agle kuchh din mera us se milna nahi ho paya. Uske agle din hum phir mile aur uski kahaani jaani. Main: “Dance kia ki nahi?” Suman: “Puchho mat, kaha kaha se nahi pakda usne mujhe. Meri kamar aur pet se to haath hata hi nahi raha tha.