Khel khel mein – Episode 28
Desi Chudai
This story is part of the Khel khel mein series Aap padh rahe hain teen couple Gaurav-Gaargi , Nachiket-Niharika aur Shlok-Sanvi ki chut chudai kahani. Pichhli baar aapne padha ki honeymoon par in teeno couple ke beech truth aur dare ka game shuru ho chuka tha. Ab aage… Gaurav: “To ab main aur Gaargi milkar Niharika-Nachiket ko truth and dare dete hain. First round mein ladke ne dare kiya aur ladki ne truth bola isliye second round mein ladki ko dare milega aur ladke ko truth bolna hoga” Niharika: “Thheek hain main ready hoon” Gaurav: “Gaargi, tum truth challenge dogi? Main Dare dunga” Gaargi: “Nachiket yeh batao ki apni sundar wife ke hote huye tumney kisi aur ladki ko chaha hain?” Nachiket ne Gaargi najro se najre milaate huye “haa” mein sir hilaate huye jawaab de diya. Niharika: “Kaun hain wo, naam bhi bata hi do?” Nachiket ne aankho hi aankho mein jaise Gaargi se sawaal puchha ki kya wo naam bata sakta hain aur Gaargi ko andesha hua ki kahi wo usi ak naam naa le le. Nachiket: “Wo ladki married hain isliye uska naam nahi le sakta” Gaurav: “Ab main Niharika ko dare deta hoon ki wo apne husband ke alawa kisi aur ladke ko kiss karke bataaye” Niharika smile ke saath turant uthh khadi huyi aur Gaurav ki chair ke paas aakar uski god mein ek taraf paav latkaaye baithh gayi. Usne apni baaho ka haar Gaurav ke gale mein daal diya Phir apna chehra Gaurav ke chehre ke paas le aayi aur najro se najre milayi. Gaurav ne bhi ek smile ke saath apne honthho ko kiss ke liye jaise taiyar kar liya tha. Magar Niharika uthh khadi huyi aur Gaurav ke paas baithhe apne bhai Shlok ke gaalo par ek kiss kar diya. Gaurav muh khole dekhte hi rah gaya aur chidhaane wali hansi ke saath Niharika phir se apni kursi par aakar baithh gayi. Baaki log Niharika ki Gaurav ko tarsaane ki sharaarat par has rahe the aur Gaurav jhemp raha tha. Shlok: “To ab meri aur Sanvi ki bari hain challenge dene ki. Gaurav bhaiyya aur Gaargi bhabhi aap dono ready ho?” Gaurav: “Ab dare karne ka number ladko ka hain isliye main dare lunga aur Gaargi truth bolegi” Shlok: “Main dare deta hoon ki aap Gaargi bhabhi ko baaho mein lekar 2minute tak french kiss karo . Humko saboot dekhna hain ki aap dono kitna romantic ho” Gaurav khada ho gaya aur Gaargi ka haath pakad usko khada kiya aur uski kamar mein haath daale apne paas khinch kar chipka liya. Phir hontho mein honthh fasaaye chumne laga. Baaki log taali bajakar cheer kar rahe the aur 2 minute tak unhone dub kar kiss ka maja liya aur phir sharmaate huye baithh gaye. Sanvi: “Ab main Gaargi bhabhi ko Truth challenge deti hoon. Waise to aapki khubsurti ke kaafi deewane hain, magar koi ek latest deewane ke baare mein bataiye jisne kuchh gandi harkat bhi ko ho” Gaargi ke dimaag mein sirf Yug ka chehra hi aaya jisne uske nashe mein hone ka faayda uthha kar uske mumme chaate the. Wo ghatna to bata nahi sakti thi aur uski najar Shlok par padi. Gaargi: “Yeh Shlok ek baar jhoothh bolkar mere bra panty le gaya tha. Aur yeh bra panty wala idea Niharika ne hi Shlok ko diya tha, isne bataya tha mujhe” Niharika: “Maine aesa koi idea nahi diya tha” Shlok: “OK, Mera hi idea tha, magar Niharika par daal diya taaki Gaargi bhabhi ke gusse se bach jaau. Sorry, us waqt aur kuchh nahi sujha tha” Nachiket: “Yeh mujhe yaad hain, Shlok ne bataya tha” Sanvi: “Yeh to sabko pata hain, kuchh aur batao bhabhi” Gaargi: “Mera challenge poora ho chuka hain, maine bataya wohi latest hain” Shlok: “Chalo ab humko challenge do” Gaurav: “Is baar main aur Gaargi tum dono ko challenge denge. Shlok pichhli baar tumne dare kiya tha isliye is baar tum truth bologe aur Sanvi dare legi” Shlok: “OK ready” Gaurav: “Yeh batao ki tumhari bahan Niharika itni khubsurat hain, kabhi tumhe yeh nahi laga ki kash yeh bahan na hoti to tum isko girl friend bana lete?” Niharika: “School mein ladke Shlok ke dost sirf isliye bante the taaki wo mujhse baat kar paaye aur dosti kar paaye, puchho isko” Shlok: “Haa, aur main is galatfahmi mein rahta tha ki main popular hoon. Meri khubsurat bahan se jalan ke chakkar mein koi ladki meri girlfriend nahi banti thi. Kai baar main impression jamaane ke liye date par aur disco mein Niharika ko girlfriend bana kar lekar gaya hoon” Niharika: “Ek baar new year party par kya hua tha wo bhi batana” Shlok: “Wo couples party thi aur 12 bajte hi sab logo ko apne partners ko lip kiss karna tha aur main Niharika ke saath partner tha. Aas paas sab log shuru ho gaye aur hum paaglo ki tarah khade the, phir humne apne lips paas mein laakar acting ki jaise sach mein kiss kar rahe ho” Gaurav: “Ek chij samajh nahi aayi, Shlok ki girlfriend nahi thi yeh maana, magar Niharika ke to boy friends honge, wo Shlok ke saath kyu jaati thi?” Niharika: “Yeh Shlok aesi parties mein bina girlfriend ke ja nahi sakta tha aur udaas rahta tha isliye apne program cancel karke main iske saath jaati thi.” Shlok: “Chalo Gaargi bhabhi, ab aap Sanvi ko koi achchha sa Dare do ki maja aa jaaye” Gaargi: “Main aese kapde kholne waley ya kiss karne ka Dare nahi de sakti” Shlok: “Don’t worry, wo kuchh bhi karne ko taiyar hain, aap bolo to sahi” Gaargi: “Sanvi, tum Shlok ko apne ishare par nachva kar dikhao. Taaki zindagi bhar isko nachaati raho” Sanvi: “Chalo Shlok, tum ghode ban jao, main tumhari sawaari karungi” Niharika ne saamne se apne bhai ko naa mein ungli hilaate huye mana kar diya to Shlok nahi uthha. Sanvi ne Shlok ke kaano mein kuchh fusfusaaya to Shlok turant uthh khada hua. Shlok ghoda ban gaya aur Sanvi ne uski sawaari karte huye uski gaand par do teen baar maar kar ghode ko dauda bhi diya. Phir wo dono waapis apni jagah aakar baithh gaye. Niharika: “Aesa kya kah diya Sanvi ne ki tum ghode banne ko bhi taiyar ho gaye?” Shlok bataane laga magar Sanvi ne uski kalai pakad kar bolne se mana kar diya.