Meri Aur Meri Padosan Seema Chachi Ki Kahani-2
Desi Chudai
Pichla bhaag padhe:- Meri Aur Meri Padosan Seema Chachi Ki Kahani-1 Sex Story continues- Seema chachi aur mere beech hue chhote se se intimate encounter ke baad Seema chachi apne bedroom mein sone chali gayi. Main hall mein sofe par sone ki koshish kar raha tha. Par mujhe saari raat neend nahi aayi. Mujhe ye sab galat lag raha tha. Mere dimag mein sirf wahi chal raha tha. Subha ke waqt meri aakh lagi. Fir subha 10:00 baje- Seema chachi: Raj, utho Raj. Subha ke 10 baj gaye hai. Uth jao. Seema chachi ki awaaz sun kar, aur mere chehre par giri hui paani ki boondo se meri neend khul gayi. To maine dekha Seema chachi apne ek hath mein black coffee ka cup liye mujhe neend se utha rahi thi. Main ek-dum se uth kar baith gaya. Seema chachi ek white colour ki south indian saree jiski border green colour ki thi wo pehne hui thi. Chachi ne apne baal dhoye the, aur baalon ka jooda bana kar white towel se ache se baandhe hue the. Seema chachi ke chehre par dono side par aayi hui laton se paani tapak kar mere chehre par gir raha tha. Seema chachi bahut beautiful lag rahi thi. Main 5 minute tak apna hosh kho kar chachi ko hi dekhne laga. Seema chachi: Raj, Raj. 5 minutes baad mujhe hosh aaya. Seema chachi: Raj, ye lo black coffee. Mujhe kal raat wala incident yaad aaya, aur mujhe bahut gussa aaya. Maine apni t-shirt pehni aur khada ho kar apne ghar jaane laga. Maine hall ka darwaza khol ne se pehle peeche mud kar Seema chachi ki taraf dekha. Seema chachi mujhe hi dekh rahi thi. Wo mere liye layi hui black coffee pee rahi thi, aur Seema chachi ke chehre par ek alag si muskan thi. Chachi ke chehre par koi guilt nahi tha. Maine gusse se darwaza khola aur apne ghar chala gaya. Ghar jaa kar main seedhe apne bedroom mein gaya. Maine apne kapde utaare, aur bathroom mein jaa kar shower liya. Shower lete hue bhi mujhe kal raat ki baat yaad aa rahi thi. Bathroom se nikal kar main taiyaar ho kar apne ghar ke hall mein gaya. Mom: Raj beta, bas 5 minutes mein tumhara breakfast lagati hu. Beta, kal raat chachi ke ghar tumhe ache se neend to aayi na? Main: Mom main doston se milne jaa raha hu. Wahin kuch khaa loonga. Fir main ghar se chala gaya. Poore din main akele bike par ghoomta raha. Mujhe bahut guilty feel ho raha tha. Rajesh uncle mujhe aur meri behan se kitna pyaar karte the. Hamare har birthday par wo hum dono ko expensive gifts diya karte the. Maine poore din kuch nahi khaaya. shaam 4:30 baje main apne ghar laut aaya. Seema chachi hamare ghar par hi thi. Meri mom se baatein kar rahi thi wo. Mom: Tum aa gaye beta. Din bhar kuch khaaya ki nahi? Maine koi jawab nahi diya. Maine Seema chachi ki taraf dekha, aur apne bedroom mein jaane laga. Seema chachi: Raj kya tum mere sath shopping karne chal sakte ho? Mujhe kuch zaroori samaan khareedna hai? Agar tumhare Rajesh uncle hote to wo zaroor mujhe le jaate. Par wo trip par gaye hai na. Main: Nahi, main kaafi thak gaya hu. Main thoda aaram karunga. Seema chachi: Theek hai. Tum aaram karo (with a sad face). Main chalti hu bhabhi. Mom: Tum ek minute ruko Seema. Main Raj se baat karti hu. Mom: Raj beta. Tumhara aisa behaviour acha nahi hai. Tum Seema chachi ko shopping karne ke liye le jao. Wapas aa kar aaram kar lena. Main: Theek hai, main jata hu. Seema chachi: Main 15 minutes mein taiyaar ho kar aati hu. Seema chachi taiyaari karke aayi. Chachi ne ek punjabi suit pehna hua tha. Apne kaale lambe baalon ka jooda baandha hua tha. Hum dono meri bike par baith kar shopping mall chale gaye. Mall mein jaate hi Seema chachi ne apne baalon ka jooda khol diya. Main hairan ho kar chachi ko dekhne laga. Maine dekha chachi ne apna mangalsutra bhi nahi pehna hua tha. Chachi ne apni shopping start ki. Unhone ghar ke zaroorat ki kuch cheezein kareedi. Main chachi ke peeche-peeche chal raha tha. Fir wo medicine waale section mein chali gayi. Wahan par Seema chachi ne manforce condom (chocolate) ka packet khareeda. Shopping karne ke baad hum dono ek coffee shop gaye. Wahan chachi ne 2 cup coffee, aur sandwiches order kiye. Breakfast karte hue main sirf Seema chachi ko hi dekh raha tha. Seema chachi: Raj college mein tumhari koi girlfriend hai? Main: Nahi. Seema chachi: Main tumhe kaisi lagti hu? Main: You are beautiful. Like an angel. Seema chachi ki khoobsurti mujhe hairaan kar rahi thi. Seema chachi ne mera hath pakda to meri body mein current daud gaya. Fir hum dono shaam 7:30 baje ghar laut kar aa gaye. Chachi ne mujhe ek hair trimmer diya. Maine apne ghar jaa kar apni saare body hair aur private part ke hair remove/clean kar diye. Raat ke dinner ke baad raat ko 1 baje Seema chachi hall mein sofe par mere bagal mein aa kar baith gayi. Main apne mobile par videos dekh raha tha. Seema chachi ne mere gaal par kiss kiya. Main wahan se uth khada ho gaya. Main: Chachi ye sab theek nahi hai. Hum dono Rajesh uncle ko cheat kar rahe hai. Agar unko ye sab pata chala to? Main aapki aur Rajesh uncle ki respect karta hu. Ye sab galat hai. Seema chachi ne mera hath pakad kar mujhe wapas sofe par bithaya. Seema chachi: Main bhi tumhare Rajesh uncle se bahut pyar karti hu, par… Main: Par kya? Seema chachi: Main aur tumhare Rajesh uncle last 12 saal se bachhe ke liye koshish kar rahe hai. Magar hame bachha/child nahi hua. Hamne kaafi doctors kiye lekin kuch faida nahi hua? Hum dono ne apne test karaye to pata chala ki Rajesh kabhi baap nahi ban sakte. Main: Par kyun? Seema chachi: Tumhare Rajesh uncle ki heavy drinking aur smoking ki aadat ki wajah se. Unke motaape ke kaaran. Rajesh ke sperm ki quality kharaab ho gayi hai. Iske kaaran hamari sex life bhi affect ho gayi hai. Main to maa ban sakti hu. Lekin wo baap nahi ban sakte. Ab meri age bhi 35 ho gayi hai. Mere paas bhi maa banne ke liye zyada waqt nahi bacha hai. Aur mujhe kisi bhi haalat mein maa banna hi hai. Seema chachi: Tum nahi jaante Raj, shaadi ke itne saal baad bhi agar bachha na ho to ye samaaj aurat ko kya-kya taane maarta hai.