Nil, Nidhi and Kritika-16
Desi Chudai
This story is part of the Nil, Nidhi and Kritika series Medical shop se nikal ke main aur Kritika humari car me baith gaye. Kritika bahut gusse me thi. Kritika: yrr is chutiye ko kya karna hai main kiske liye condom le rahi hu? Sab detail me puch raha tha harami. Ye aapki girlfriend hai, ye aap se kitne saal badi hai? Ise kya karna hai main kiske sath bhi ghumu? Yr log apna kam kyu nahi karte? Har baar dusro ke kam me apna lund adaate hai Nil: hahaha are wo lund nahi hota taang adaate hai… Aise Kritika: pata hai lekin ye to apna lund hi adaa raha tha na.. warna ise kya karna main 20 condom kharidu yaa 50? Nil: haan baba lekin tumne itne saare ek sath bol diye to wo pagal ho gaya… Aur upar se kisi ladki ne condom manga to wo wahi pe behosh ho jayega Kritika: hmm… Ladkiyan kyu nahi mang sakti? Nil: meri jaan ye India hai samjha kar… Aur tune ye kyu kaha ke humari shaadi ho gayi hai? Kritika: shaadi hui kaha to itne sawaal puch raha tha agar girlfriend hu bolte to pata nahi aur kya puchta Nil: hahaha accha tu pehle shaant ho jaa… Maine use paani ki bottle di aur wo paani pine lagi. Uske baad hum ghar pe aa gaye. Pura din humne timepaas kiya. Nidhi apne kamre me rest kar rahi thi lekin maine aur Kritika ne sath me PSP par bahut saare games khele, movies dekhe. wo din kaise nikal gaya hume pata hi nahi chala. Raat ko dinner karne ke liye hum sab sath me baith gaye the, aur us waqt karib 8 baj chuke the. Hum sab ek comedy film dekh rahe the hume kuch pata nahi tha kya ho raha hai. Achanak se mujhe papa ka call aaya. Papa: hello… Tumne news dekhi? Nil: nahi… Hum sab to film dekhte hue dinner kar rahe hai Papa: jaldi se news lagao Maine news lagayi aur wahan PM bata rahe the ke desh me 21 din ka lockdown lag gaya tha. Ye baat sun ke hum sab ki bhook hi mar gayi thi. News me bata rahe the ke 21 din tak koi bhi apne ghar se bahar nahi nikal sakta. Chahe koi bhi kaam ho ghar par hi baithna padega. Jo bahar dikhega uspar Police wale lathi charge karne wale the. Hum teeno bahut jyada tension me the. 21 din tak hum teeno apne pariwar se door kaise rahenge samjh me nhi aa raha tha. Kaha humara 3-4 din ka plan tha aur kaha hum 21 din tak fas gaye yahan. Nil: papa ab kya karenge hum? Hume wapis Mumbai aana hai. 21 din tak hum teeno yahan kya karenge? Meri exams hone wali hai kuch dino baad, wo kaise de sakunga? Papa: tu fikr mat kar. Agar 21 din ka lockdown laga diya hai to exam postpone hogi. Aur rahi baat tum logo ke wahan rehne ki to wahan tum sab bilkul safe ho. Farmhouse par har ek cheej hai. Tum sab ko koi pareshani nahi hogi. Nil: haan lekin hume wapis aana hai… Papa: beta ab wo to possible nahi hai. Ek kam karo tum sab ghar ke andar hi raho aur jaise govt. ne kaha hai wahi karo. Bilkul bhi ghar se bahar mat nikalna chahe kuch bhi ho jaaye. Nil: okay. Lekin papa business ka kya karenge? Itni saari meetings thi humari aur office ka bahut saara kam bhi tha wo kaise hoga? Papa: pata nahi… Mujhe kuch samjh me nahi aa raha Nil: aap tension mat lo sab thik ho jayega. Kuch na kuch tarika nika aayega. Aap aur mummy ghar me hi rahiye. Papa: haan… Chalo ab main rakhta hu mujhe office ke kuch logo se bhi baat karni hai Nil: okay. Itna bol ke humne call cut kiya. Maine saari baat Nidhi aur Kritika ko bata di. Hum sab tension me aa gaye the. Hum sab jahan 2 din ghar me reh nahi sakte wahan 21 din tak hum kya karenge? Ye koi chhoti baat nahi thi. Hum me se har ek ko apna apna kam tha. Badi mushkil se waqt nikal ke hum yahan aaye the lekin yahan kuch aur hi ho gaya. Hum sab news dekh rahe the. Ab dar lag raha tha. Jis tarha se covid ke cases badh rahe the use rokne ke liye govt. ne sahi kiya tha. Lekin usse sabhi ko bahut taklif hone wali thi. Businesses aur job wale logo ko pareshani hogi. Business nahi chalega to paise kaha se aayenge? Govt. job karne walo ko salary milegi lekin jo log private job karte hai unka kya? Wo log kya karenge? Bahut saare log daily paise kama ke apni zindagi jeete hai unka kya hoga? Is tarha ka har ek sawal dimag me aa raha tha. News par bhi yahi discussion ho raha tha, lekin hum sab kuch nahi kar sakte the. Condition bahut khatarnak thi ghar me baithenge tabhi zinda bachenge. Raat ko maine apne kuch dosto se baat ki job foreign me rehte the. Unke desh me to bahut kharab condition thi. Cases humse jyada the aur log bhi jyada mar rahe the. US ne lockdown bhi nahi kiya tha isliye unke log sabse jyada mar rahe the. Mere kuch dost aur rishtedar US me the unse baat karne ke baad pata chala ke accha hua hum sab India me hi hai. Foreign me rehne wale log India aana chahte the lekin Govt. ne flights bhi band kar di thi isliye unhe wahi par rehna pada. Vaccine ka kuch pata nahi tha. Wo raat aise hi kat gayi. Kuch bhi nahi hua. Na hum me se kisi ne sex kiya, na hasi majak kiya aur na kisi ko neend aayi. Bed par lete to the magar neend hi nahi aayi. Mujhe meri exams aur business dono ka tension tha. Exams ki wajah se maine business ka kam kuch din ke liye papa pe chhod diya tha. Lekin aisi condition me wo akele kaise handle kar sakenge? Mujhe aisi bahut saari tension thi. Bahut mushkil se wo raat kat gayi. Subah hum sab naste par mile. Lekin sab naraj the. Kritika: yr mujhe to raat bhar neend hi nahi aayi Nil: same here Nidhi: mujhe samjh me nahi aa raha hum sab yahan 21 din tak kaise rahenge? Aur kya karenge? Kritika: haan. Bahar bhi to nahi jaa sakte. Humare paas koi option nahi tha aur na hi baat karne ke liye koi topic. Jab bhi tv on karte news me sirf yahi dikhayi de raha tha. Maine news dekhna band kar diya tha lekin Nidhi regular news dekh rahi thi isliye wo sab sun sun ke hum dono me jhagda ho jaata tha. Nidhi ki baat bhi sahi thi. Wo doctor thi isliye use bahar ki condition ke baare me janna jaruri tha. Lekin din raat wahi dekhenge to dimag jarur ghum jayega. 2 din aise hi nikal gaye. Sab log aise hi tension me the tabhi maine socha ke hum aise hi tension me rahenge to soch soch ke hi mar jayenge.