Samay Ka Pahiya, Rishton Ki Dor – Episode 1
Parivar Me Chudai
Ye romantic sex kahani un dino ki hai jab main coaching me padhta tha. Main ek 24 saal ka sidha sadha sa ladka tha, bilkul shant apne samay se pareshan, intejaar kar rha tha ki kab mera samay badlega. Main apne ghar waalo se lad kar taiyari karne ek anjaan shahar me aa gaya tha. ghar waalo se ladne ke kaaran main kisi se paise bhi nahi mang raha tha. mere 2 bhai the, par wo bhi mujhe yaad nahi kar rhe the. kyunki sabhi mujhe nakara samajhte the. Main kaise bhi kar ke ek chhote se room me reh rha tha aur tution padha kar apna kaam chala rha tha. Ab aage.. Aaj coaching kafi der me chhuti, tution padhane aur coaching ke baad main kafi thak gaya tha. raat ke karib 11 baj rahe the, main 2 aalu ke parathe lekar tej kadmo ke sath Sadak ke kinare kinare sir neeche kiye hue apni jindagi ko koste hue tej kadmo ke saath aage badh rha tha. Achanak ek Tej aawaj karti hui bolero ki awaj aayi main dar gaya, pichhe mud kar dekha to wo ek activa ko takkar maar kar teji se nikal gai. Main daud kar us andhere me us admi ke pass pahucha, wo koi 35-40 saal ka aadmi raha hoga. Usko kafi chot lagi thi, khoon bhi beh raha tha aur behosh ho gaya tha. Use is halat me dekh kar main dar gaya. main waha se bhaga. par kuchh dur jane par mera mann mujhe dhitkarne laga. Maine socha ab tak to wo mar gaya hoga. Par fir socha chalo ek baar dekh hi lete hai. itna sochte hi main daud kar uske pass pahucha. Maine 108 number par call kiya aur apni location aur details batayi. thodi der me ambulance aa gai aur main usko lekar hospital pahucha gaya. Isi beech maine uska purse nikala jisme 2000 ki 8 note aur kuchh rupye the. wo dekh kar meri jaan me jaan aayi, usme sath ek atm card aur id padi thi. Uska naam ramesh tha aur uska address bhi tha. maine uska mobile liya aur jaise hi on kia to bada sa lock laga tha. Tabhi doctor aaya puchha “kaun hai tumhara?” maine socha kuchh idhar udhar bataya to 36 sawal puchhenge iski jaan jyada jaruri hai. to Maine kaha “mere bade bhaiya hai Ramesh.” Dr ne kaha “pareshan hone ki baat nhi hai behosh hai sir me chot aai hai, par aadhe ek ghante me hosh aa jaega. Dawa wagaira le aao. Main dawa wagairah le kar aaya aur doctor sahab ko de diye aur baaki payment ki. Ab meri jaan me jaan aai. Is wakayat ke baad to meri bhukh hi mar gai th,i maine wo parathe kutto ko khilaye aur pani pikar us aadmi ke pass baith gaya, aur fir pata nahi kab meri aankh lag gai. Achanak se kisi ne mujhe hilaya, main dar kar utha dekha to Dr sahab aa gye the aur ramesh mujhko dekh rha tha. Dr – sahi samay par le aaye apne bhai ko nahi to kuchh bhi ho sakta tha. Fir unke jaane ke baad maine puri ghatna ramesh bhai sahab ko batayi. Unhone mujhe dil se sukriya-ada kiya aur maine unka phone unhe wapis lota diya. unhone apne ghar walo ko ghatna ke baare me bataya. Tabhi main jaane laga, ke Unhone mujhe roka aur kaha “tum abhi nhi ja sakte ho. Abhi yahi baitho.” Mujhe aisa mehsoos hua jaise bada bhai haq se mujhe rok raha hai. Main wahi chair par baitha gaya. Fir unhone mere baare me puchha, to maine sab kuchh apne baare me bataya. Tabhi Dr sahab aa gye, unhone kaha “tum ab sahi ho 10 din ki dawa le lo aur ja sakte ho.” Ramesh bhai sahab mujhe apne ghar lekar aa gye, main gate par pahuchte hi bola ki ab main chalta hu. Wo bole “ruko tum abhi nahi ja sakte ho, ghar chalo”. main sankoch karte karte ghar ke andar pahuch gaya aur bade se sofe par baith gaya. wo 2 manjila bahut hi bada sa ghar tha. Par ghar me koi nhi dikh raha tha. main soch raha tha ki inka bhi meri tarah haal hai akele hai. ye sochte hue Main bhavuk hogaya. Tabhi upar se ek mata ji aati dikhai di, wo roti hui unse aakar lipat gai. tabhi ek lady aur aayi aur unke gale lag gayi, shayad ye unki wife hongi. Ab un dono ka rona chalu tha, ye sab dekh kar main bhi bhavuk ho gaya tha. Ramesh bhaisab ne unko hilaya aur alag kiya aur pani lane ko kaha. wo lady andar se pani lekar aai aur unhone mujhe aur bhaisahab ko pani diya. fir unhone sari ghatna batayi, jiske baad unki maa mujh ko pakad kar rone lagi. Is mahol ke baad thodi der me sab kuch normal hua. Ramesh – tum jakar fresh ho lo tab tak nashta ban jayega. Main laut kar aaya tab tak nashta dining table par lag chuka tha. Main shanti se baitha kar nashta kar raha tha ki tabhi.. Maaji – rahul ab se tum isi ghar me rahoge ab se ye tumhara bhi ghar hai. Main – nahi maa ji main yaha nhi reh sakta aap logo ka itna pyaar hi mere liye kafi hai. Ramesh – tumne mujhe apna bhai bola hai, maa sahi keh rahi hai. Main – nahi bhaisahab. Maa ji – beta ramesh ne tumhare baare me sab kuch bata diya hai. Hamara itna bada ghar hai. Mujhe maa ji bolte ho isko bhaisahab bolte ho, Ab se tumhe bhi yahi rehna hai. Main kuchh nahi sunna chahti jald se jald apna saman yaha le laao. Tution vagaira band aur achhe se IAS ki taiyari karo sara kharch hum log uthayenge. Ab mujhe kuchh samajh me nahi aa rha tha. Main sir neeche kar ke baitha tha. Ramesh – jyada socho mat chalo saman lekar aate hai. Main – nahi bhaisahab aap yahi aaram kijie aapko aaram ki jaroorat hai. Ramesh – dekha na maa kitna khayal rakhta hai. Ab jaldi jaao aur saman lekar aao. Tum apna number do aur room kaha hai tumhara? Main – arre bhaisahab main saman le aunga. Ramesh – main bhi chal raha hu. Naste ke baad fir main unke sath apne room aaya aur hum saman pack kar ke ghar aa gye. Maaji – tumhra upar ka kamra hai ja kar saman set kar lo. Main upar gaya aur dekha. Bahut hi shandar well furnished room with attached bathroom aur balcony. main to dekhte hi khush ho gaya. Maine sab saman set kia aur let gaya, AC ki hawa lagte hi kab need aa gai pata hi nhi chala. jab meri aankh khuli to dekha shaam ho chuki thi. Tabhi bhaisahab aaye unhone mujhe chai ka cup pakdate hue mere sath baith gye. Ramesh – tumko dekh kar bahut achha lagta hai, ab mujhe bhai ki kami mehsoos nhi hogi. Tum mehnat se padho aur maa papa ka naam roshan karo.