Samay Ka Pahiya, Rishton Ki Dor – Episode 11
Desi Chudai
Main besabri se bhabhi ka intezaar karta raha par bhabhi nhi aai, unke baare me sonchte sochte kab neend aa gai pata hi nhi chala. Bhabhi ne mujhko jagaya – khala kha lo. Main jaise hi utha, bhabhi ki or najar uthi to dekha ki bhabhi saadi me thi. Wo mujhse nazar nahi milana chahati thi, wo itna kah kar chali gai. Main muh hath dho kar dinner kia, fir seedha room aa gaya aur flite ki timing ka intezaar karne laga. Ye samay duniya ka sabse kharab samay lag raha tha. Bhabhi ne meri ek request nahi maani main andar hi andar gusse me jal rha tha, intezaar karte karte dhire dhire samay apne samay me pahuch gaya aur flite ka samay ho gaya. Main sab kuchh bhool kar bhabhi ke room aaya. Main – chale! Bhabhi – 2 min ruko. Main samajh gaya ki samay lagne wala hai, isliye living room me aa gaya aur intezaar karne laga. Thodi der baad bhabhi aa gai. Main bhabhi ka bag hath me lene laga. Bhabhi – rehne do main pakad lungi. Maine bhabhi ki or gusse se dekha, bhabhi ne bag ka handle chhod dia, bag lekar main taxi se airport aa gye. Par main bhabhi se kuchh nahi bola. Bhabhi ne kai baar prayas kiya main kewal haa hu me jawab deta raha. Bhabhi ko aisa laga jaise main unse baat nhi kar raha hu. Isliye unke chehre me pareshani saaf saaf dikh rhi thi, main beech beech me unka chehra dekh kar andar hi andar has rha tha. Fir hum subah subah apne ghar pahuch gye. Fir wo poora din aaram karne ke baad. Agle din main coaching pahucha sandhya mujhko dekhte hi khush ho gai. Sandhya (hath milate hue) – itne din kaha the? Main – banglore gaya tha. Sandhya – achha. Main – bhaiya us ja rahe the to main or bhabhi see of karne gaye the. Sandhya – bahut achhe, kaisa rha. Main – badhiya tha achha shehar hai. Ghumne ki places bhi kaafi hai. Par samay kam hone ke karan jyada nhi ghum paye. Sandhya – bhabhi kaisi hai? Main – badhiya. Sandhya – kisi din bhabhi se milao. Main – aaj hi chalo. Sandhya – ok, class ke baad chalte hai. Fir main or sandhya class ke baad ghar aa gye. Sandhya bhabhi se milte hi gale lag gai, aise lag rha tha jaise dono mele ki bichhdi do behne mil rahi thi, fir unki chit chat chalu ho gai. Fir maji se milne ke baad. Main – chalo sandhya tumko apna room dikhata hu. Sandhya – chalo. Bhabhi – upar chalo main chai le kar aati hu. Room pahuch kar. Bed me baithte hue. Sandhya – room to kafi achha decorate kiye ho. Main – sab bhabhi ne kia hai. Tabhi bhabhi chai lekar aa gai. Hum logo ne chai pi. Sandhya – bhabhi banglore kaisa laga? Bhabhi – badhiya shehar hai. Sandhya – kahi ghumi ki nhi? Bhabhi ne fir dono places ke baare me bataya. Fir chit chat ke baad. Sandhya – ab main chalti hu. Bhabhi – khana kha kar jana. Sandhya – bhabhi fir kabhi, abhi ghar par bhi nahi bataya hai. Main – tumhara ghar bahut door nhi hai. Bhabhi ke hath ka khana khati jaao. Sandhya – fir kabhi. Main – achha jaldi jaao waise bhi tumhari bak bak ke karan mere pet me aag lagi ja rhi hai (haste hue) Sandhya mere pith me ek mukka marte hue. Sandhya – jyada nhi, nhi to maar padegi. (haste hue) Fir sandhya ke jane ke baad hum log dinner kar ke apne apne room me. Dheere dheere kuchh din beet gye is beech bhaiya us chale gye. Meri aur bhabhi ki aise hi normal baate hoti thi, kabhi raat me to kabhi dinner ke waqt or meri padhai speed pakad rhi thi. Isi beech mujhe ab bas coaching jane ka jyada intejaar rahta tha aur sandhya se baate karne ka. Hum dono ab kafi ghul mil gye the ya yun kahie ki kafi najdeekiya badha gai thi. Sath me ghumna firna mauj karna badhne laga tha. Sandhya kabhi kabhi ghar bhi aati, to hum teeno kafi der tak gappe karte the. Bhabhi ko bhi sandhya bahut acchhi lagti thi. Ek din coaching se aane ke baad. Sandhya ghar aai. Sandhya – bhabhi bahut achhi movie aai hai. Chaliye dekhne chalte hai. Bhabhi – nahi yaar ghar me. Maji akeli ho jati hai. Main – chalie na bhabhi, aap ghar me pade pade bor nahi hoti hai kya? Plzzzz chaliye na. Bhabhi – achha baba.. Fir shaam me hum teeno car se multiplex pahuch gye aur hall me pahuch gye. Hall me jate hi main kinare se 3rd seet me baith gaya sandhya jhat se mere bagal me baith gai fir bhabhi sandhya ke bagal me baith gai. Movie ke chalu hote hi, lights ke band hote hi andhra hote hi, thodi der baad sandhya ne mera hath apne hath me lelia aur baith kar movie dekhne lage. Movie thoda boring thi, teeno ko kuchh maja nhi aa rha tha. Main baahr jakar 2 popcorn aur coke le aya. Sandhya ne ek bhabhi ko de dia aur ek me hum dono khane lage. Movie boring hone ke karan hum dono to hasi majak kar lete beech beech me bhabhi se bhi baate kar lete par hum dono to aapas me busy the. Main – movie to boring hai par tumhare sath dekhne me samay ka pata nhi chala (dhire se kaan me) Sandhya – hmmmm movie to boring hai. Maine sandhya ke hath ko apne hath me lia aur apne muh ke pass le aya aur kiss kar lia. Usne meri or dekha, uske chehre me thoda ashchary ke bhav the wo mujhe ek tak dekh rhi thi samajh me nhi aa rha tha ki kaun sa bam fodne wali hai, kahi gussa to nhi ho gai. Par usne meri banho ko apne banho me samet lia aur thoda sat kar baith gai. Mere kandho me sir rakh kar movie dekhne lagi. Mere dil me bahut hi sukun tha. Main bahut hi halka mehsoos kar raha tha ek aisi khusi thi jo chehre me dikh to nhi rhi thi par andar hi andar ek pahad ki unchi choti par khada hokar main jor se chilla raha tha. Aise hi baithe baithe kab movie khatm ho gai pata hi nhi chala. Hum log apne apne ghar aa gye the. Main bahut hi khush tha koi bhi mera chehra dekh kar samajh sakta tha. Main apne room me pahuch gaya. Thodi der baad… Bhabhi – chalo khana khalo.. Main – chalte hai bhabhi ( awaz me ek ajeeb si khushi thi) Bhabhi – plzzz jaldi aa jao bhook lag rahi hai, bahut sare kaam pade hai khatm karne hai, subah bhi uthna hai.