Sex with dipti
Yeh 2 mahine pahlay ki baat hai jab hum. Model town ludhiana main jis Makan main hum rehtay thay, oos ke saath wala makan kaafi arsay se Khali tha aur har waqt lock rehta tha. . Aik din main ne daikha keh Woh lock khhul gia aur naye karaaye daar aa gaye. Koee doosray ya Teesray roz, hamaray naye neighbours ki boorhi(old) lady, hamaray Ghar aaee aur meri mom ke saath kafi dair tak baithi raheen. Meri Mom ne bataya keh hamaray naye parosi, hain, aur oon ki 4 baitian Hain aur oon ka papa pehlay jallandhar main hi kisi private firm main Kaam karta tha aur ab oos ki transfer ludhiana ho gaee hai.. Boht Shareef log hain aur parhay likhay bhi lagtay hain. Onhon ne meri Mom ko apnay ghar aanay ko kaha. Koee 4 – 5 din ke baad, meri mom Ne mujhay kaha keh chalo naye parosion ke ghar chalain. To main oon Ke saath ho liya. Aik boht khoobsoorat larki ne darwaza khola jis ki Omar 18 saal ki ho gi.. Hum ander chalay gaye aur larkiyon ki Maan ne poor swagat kia aur hum drawing room main Baith gaye. Aik larki hamray liye cold drinks le kar aaee aur main Oosay daikhta hi reh gia.. Woh itni haseen thi keh main lafzon main Biaan nahi kar sakta.. Goraa rang, bhuri aankhain, patla sa Jism aur lambay baal.. Oos ke baad aik aur larki aaee aur woh oos se Bhi ziyada sunder thi. Mera dhayan oon ki. Baaton se hut gia aur main bar bar oon ko daikhnay laga.pata nahi oon Chaaron behnon ko bhagwan ne kis tarah tarash kar banaya tha.. Lekin Woh boht shareef aur sharam wali lagti theen. Dil hi dil men main Sochta tha keh kabhi is se meri shadi ho jaaye, aur jub doosri Saamnay aati thi to sochta tha, kaash is se ho . Meri mom ne kaha yeh nitin Hai aur boht sharmeela larka hai waghera waghera. Hum ghar Wapis aa to gaye, magar reh reh kar mujhay woh haseen lamhaat yaad Aa rahay thay. Mera jee baar baar chah raha tha keh abhi oon ke ghar Chala jaaoon aur oon ki maan se kahoon keh mujhay apnay ghar rakh Lain.. Behehaal, aik din main ghar main akaila tha keh hamaray Paraus ki aik larki ne dastak di, main ne daikha to boht hiraan Hua.. Main ne poocha kia baat hai, kehnay lagi, meri mammi keh rahi Hain keh kal hamaray ghar aana.. Main darte darte use pooch hi liaa ki aap ka naam kia hai.. Kehnay lagi dipti. Main ne kaha ander kiyoon nahi aateen, Kehnay lagi, aap ki mammi ghar main hain.. Main ne kaha nahi, to oos Ne kaha to phir nahi aaoon gi.. Jub aap ki mammi hon gi to tub hi Aaoon gi.. Yeh chhoti si mulakaat mujhay woh nasha day gaee jo Sharab ki 10 bottlon main bhi nahi hota..mera dil baichain rehnay Laga.. Aik din main din main government college pass kissi Kaam se guzar raha tha to wahan per dipti ko aik jagah khharay Paaya. Main fauran oos ke paas pohench gia, aur kaha dipti tum kahan Khhari ho, woh bhi mujhay daikh kar hiraan ho gaee, oos ne kaha main Yahan college main parti hoon.. Main ne kaha chalo main tumhain ghar Chhor doon. Kehnay lagi, nahi main chali jaaoon gi.. Main ne kaha, Jub main wahan ja hi raha hoon to kia problem hai.. Thhori si behes Se woh maan gaee aur meri car per baith gaee. . Main Ne oosay thora door utaar diya aur koee baat nahi ki aur kaha Keh ab theek hai na.. Oos ne thank u kaha. Thori jhijhak, thori muskrahat, thori sharam, aur Pata nahi kiya kuch……wohi woh ada thi jo mujhay deewana bana Gaee. Oos jaisi ada main ne aaj tak kisi actress main Nahi daikhi. Ab to main ne pakka irada kar liya keh dipti ko apna Bana kar rahoon ga… itefaq ki baat hai ke main ek din phir se goverment College k pass se guzar raha tha keh meri nazer aik jagah aa kar Ruk gaee. Main ne daikha ke dipti stop per khari thi… main phir Oos ki taraf lapka aur baghair jhijhak ke oos se kaha hello dipti, Kahan khari ho.. Kehnay lagi aaj hamare college party thi. Maine Phir kaha, chalo main ghar chor doon..phir oos ne wohi fikra Dohraya, aur kaha, main chali jaaoon gi.. Main ne kaha main tumhain Ghar se door chhor doon ga, to woh ajeeb si ada se muskaree keh mera Dil khush ho gia.. Woh car main baith gaee.. Is baar Main seedha ghar nahi gia, balki apni car ko kisi aur Jaga mor dia, woh baithi rahi, main ne oos se kaee sawal kiye, aur Woh drust drust jawab daiti rahi.. Main ne kaha, dipti agar mind na Karo to mujhay bhook lag rahi hai, agar time do to main thora sa Kha loon.. Oos ne thori dair ruk kar jawab diya keh theek hai… Mujhay dair ho jaaye gi, main ne kaha just 5 minutes.. Aur hum Achhay se restaurant main chalay gaye, main ne kaha tum baith jaao Main 2 sandwich le kar aata hoon, kehnay lagi main nahi khhaaoon gi, Lekin main ne israar kiya to maan gaee, aur hum aik hi table per aik Doosray ke aamnay saamnay baith gaye. Dipti thi keh sharmaaye ja Rahi thi.phir main ne. Oos se zaati sawal kiye, maslan, aap kitnay behen bhai hain, kahan Se aaye hain, waghera waghera… woh jhuki jhuki nazron se kehnay Lagi keh hum to boht ghareeb log hain, main ne oos se kaha, . .. Kaash meri kisi acchi larki se shadi ho jaye aur main ne kaha keh Main apni biwi ko boht piyar karoon ga aur oosay har sukh doon ga.. Woh kehnay lagi, nitin aap aik acchay insan hain aur aap ko acchi Larki hi milay gi.. Main ne kaha acchay insaanon ki is duniya main Aksar buray hi log miltay hain, aur main darta rehta hoon… oos ne Kaha keh aap itna na dara karain… main ne kaha keh main talash Main hoon keh mujhay accha jeevan saathi mil jaaye.. Itni acchi Mulaqat hui keh main bata nahi sakta, doosray din, dipti hamray ghar Aaee aur mujhay daikh kar phir aik khoobsoorat ada dikha kar chali Gaee.. Aik din main ghar main akaila baitha tha keh dastak hui, aur Main darwaza khola to meray saamnay dipti khari thi, aur khood hi Ander chali gaee (oos ko pata nahi tha keh ammi ghar main hain ya Nahi), jub woh baithak main pohenchi to oos ne pucha aunti Hain, main ne kaha, abhi 10 minute main aa jaati hain, saath waalay Bazar gaee hain..aur woh baith gaee..