Shak, Sex aur Satyaanaash – Episode 2
Parivar Me Chudai
This story is part of the Shak, Sex Aur Satyaanaash series Niru, JijaJi aur Ritu Didi baatein kar rahe the aur Prashant sirf sun raha tha. Aage ki kahaani Prashant ki jubaani jaari hain… Un logo ke beech baatein hoti dekh maine bhi baat aage badhaane aur meri presence dikhaane ke liye baat ki. Prashant: “Train kitne baje ki hain, AC train book ki hain?” Neeraj: “Niru ko AC sleeper me sone me problem hoti hain isliye maine uske liye non-ac first class cpmpartment book kiya hain” Meri biwi ke baare me jo jaankari mujhe nahi thi wo Jija ko jyada pata thi. Main apna budget jodne laga. First class ke mukaable AC 3tier jyada sasta padta aur AC bhi milta. Wo log phir se plan karne lage ki beach par jaakar wo kya masti karenge aur main phir se left out feel karne laga. Maine socha mujhe ab topic badalna chaihye. Prashant: “Aapki shaadi ko itne saal ho gaye, aap log khush khabri kab suna rahe ho?” Main khush hua ki maine achcha topic dhoond kar unki baatchit me shaamil ho paaunga par ek baar phir maine muh ki khaayi. Itni der se Jija aur Niru ki chahchahaane ki awaaj ekdum band ho gayi aur khamoshi pasar gayi. Niru ab ekdum gambhir ho gayi aur boli. Niru: “Maine tumhe kabhi bataya nahi hain. Didi ko medical problem hain aur conceive nahi kar sakti hain” Ritu didi ne nirasha me apna muh jhuka liya aur Niru ne unke kandhe par haath rakh unko saantvana di. Yeh sawaal puchh maine bevkufi kar di thi aur maine turant un sab se maafi maangi. Didi ne mujhko guilty feel naa karwaane ke liye bola ki isme mera koi dosh nahi, kyu ki mujhe pata hi nahi tha is baare me. Tabhi Jija ji ne mahaul ko light banaya. Neeraj: “Arre to kya ho gaya! Niru ko jo bachcha hoga wo mera hi to hoga” Niru: “Ohhhh! I love you jija ji. You are the best” Yeh kahte huye Niru apni seat se uthhi aur jaakar Jija ji ki god me baithh gayi aur unko gale laga diya aur Jijaji ne bhi uski nangi kamar ko pakde usko jhakad liya. Main ek baar to khush hua ki meri vajah se kharaab hua mahaul phir theek hua par phir Jija ji ke shabdo par dhyaan diya. Kya unke kahne ka matlab yeh tha ki wo Niru ko maa banayenge. Unhone kaha tha ki “Niru ko jo bachcha hoga wo mera hi to hoga” Maine in shabdo par dhyaan diya par baaki kisi ne us par dhyaan nahi diya. Niru to ultaa khush hokar apne jija ki god me hi baithh gayi thi. Didi bhi apni chinta chhodkar halki muskuraayi. Main bhi sochne laga shayad maine hi galat suna ya phir galat matlab nikala hoga. Filhaal meri biwi apne Jija ke gale padi thi. Haaalanki yeh pahla mauka nahi tha jab wo apne Jija se itne karib thi par main thoda asahaj mahsus kar raha tha par baaki teeno ko yeh saamaanya lag raha tha to maine bhi isko lightly llya. Niru phir apni jagah aakar baithhi aur Jija saali me taang khichayi aur majaak shuru ho gaya aur main sirf darshak hi bana raha. Ritu didi beech me apne expert comment kar deti aur Niru ko daant kar samjha bhi deti. Hum sab logo ne dinner kar liya tha aur phir saath baithhe the. Thod der planning ke baad didi ne bola ki unka saamaan to pack hain magar hum logo ne packing ki hain ya nahi. Unhone suggest kiya ki humien pahle apne bag pack kar lene chahiye. Meri last minute packing hi baaki thi to main uthh gaya. Niru bhi uthh gayi. Niru: “Jija ji maine apni taraf se kapde final kar liye hain par aap meri madad karo ki kya lena hain. Aap mere saath chalo” Didi: “Tum log packing final karo tab tak main kitchen ka kaam khatm kar deti hoon phir taiyar honge” Main ab apne bedroom me aaay aur peechhe peeche Niru apne Jija ko lekar andar aayi. Main apni packing se jyada un dono ko observer kar raha tha. Niru ne apna suitcase khol kar JijaJi ko dikhaya. Usme uske kapde pade the. Usne ek ek kar sab baahar nikaale aur JijaJi ko dikhaane lagi ki kya rakha hain aur kya nahi. Kapde nikalne ke saath hi suitcase me neeche pade Niru ke bra aur panty bhi dikhne lage. Mujhe thodi sharm mahsus huyi ki is tarah apne andar pahanne ke kapde uske Jija Ji bag me dekh paa rahe the par un dono par koi fark nahi tha. Wo dono kapdo ko final karne me lage the aur meri packing ho gayi to main unko dekhta raha. Packing hote hi hum sab baahar aa gaye. Didi bhi kithchen ka kaam khatm kar baahar aa gayi thi. TV chal raha tha par sirf main dekh raha tha. Baaki teeno apne kal ke plan bana rahe the. Aadhe ghante baad didi ne aage ke kaam khatm karne ko kaha. Didi ne bola ki ab hum taiyar ho jate hain. Khaas taur se Niru ko taiyar hone me jyada time lagega to usko jaane ko bola. Niru: “Jija ji aap mere saath chalo aur batao ki main kya pahnu” Niru ab apne Jija ko lekar mere bedroom me chali gayi aur darwaja band ho gaya. Andar se sirf Niru ke chahakane aur khilkhilaane ki awaaj aa rahi thi aur beech beech me Jija ji ke hanse ki. Idhar Didi mere saath baat kar rahi thi. Didi: “Niru ghar me sabse chhoti hain to sabki laadli rahi hain. Uski bachpane ki aadat tumhe ajeeb to nahi lagti na?” Prashant: “Bilkul nahi didi. Ghar chahkata hain to achcha lagta hain. Jab wo ghar par nahi hoti hain to ghar soona aur ajeeb lagta hain” Didi: “Mera peehar ho ya mera sasural, jab tak Niru rahti hain to kisi bachche ki kami nahi khalti. Uske jaate hi sannata chha jata hain aur sab usko miss karte hain” Prashant: “Achcha hain usko sab miss karte hain. Mere jaise ka to hona na hona sab ek hain” Didi: “Nahi, aesi baat nahi hain. Mummy papa tumhari bahut taarif karte hain. Neeraj se bhi jyada wo tumhe pasand karte hain” Didi se baat karke thodi shaanti mil rahi thi par bedrom se lagatar aati aawaajo se main thoda uncomfortable ho raha tha. Maine didi ko bhi taiyar hone ko bol diya. Didi ab uthh khadi huyi aur Neeraj ko awaaj laga kar bulaya taaki Niru taiayr ho sake taaki der na ho. Didi ab guest room me change karne gayi. Main apne bedroom ke darwaaje tak pahucha aur andar se aati Jija saali ki mastiyo ki awaaj me meri andar jaane ki himmat nahi thi. Kya pata kya dekhne ko mile.