Swapping Ki Ek Hasin Raat – Episode 13
Desi Chudai
This story is part of the Swapping Ki Ek Hasin Raat series Ab tak aapne padha ki ek taraf Zara aur Ujjawal ne ek dusre ko pahla kiss kar apne pyaar ko jeevit kiya to dusri taraf Rohan ne dost Ujjawal ki wife ke mumme dabaate huye uttejit kiya. Kabir-Kiara ki shaadi ke baad wo dono aur baaki ke teeno couples Rohan-Rashi, Zubin-Zara, Ujjawal-Urvi ke saath milkar college time ki baatein kar rahe the. Ab aage… Zubin: “Main nahi maanta ki Zara shararati rahi hogi. Main jis Zara ko do saal se jaanta hoon wo bilkul shant rahti hain” Rashi: “Jab nayi nayi college mein aayi thi to thode din dari sahmi thi, par phir is Ujjawal ke saath milkar isne jo mastiya ki hain aur aatank machaya tha ki sab logo ki naak mein dum ka diya tha” Kabir: “Hamara ek professor to itna pareshan ho gaya ki Zara ke papa ko bula liya tha” Zubin: “Aesa kya kiya tha isne?” Kabir: “Yeh class mein hamesha baatein karti rahti thi aur us Professor ne isko daat diya. Phir kya kiya tha isne ki us professor ki car par agle kuchh din tak kachra daala. Ek din usko pata chal gaya aur ghar walo ko bula liya” Zubin: “Ghar par to bahut kam bolti hain. Phir to Rashi tumhe bhi saja mili hogi, tumhi se itni baat karti hogi!” Rohan: “Nahi, Rashi to mere saath baithhti thi. Zara to Ujjawal se gappe ladaati thi. Zara ke chakkar mein Ujjawal ko bhi saja milti thi” Zubin: “Zara aur Ujjawal itne achchhe friend the magar Ujjawal ke baare maine ek din pahle tak pehle kabhi nahi suna” Kiara: “In dono ke ishq ke kisse to poore college me mashhoor the. Class mein kam aur baahar ghumte jyada diikhte the. Ek dusre ka haath ..” Kabir ne aankho ke ishaare se Kiara ko rok diya. Sab log ekdum shant ho gaye aur hansi ki bajaay chuppi chhaa gayi. Kiara ko bhi phir ahsaas hua ki usne kya bol diya hain. Kiara: “Sorry, maine realize nahi kiya ki Zubin ko pata nahi tha is baare mein” Zubin ab Zara ko dekh raha tha aur wo apni najre neeche kiye bach rahi thi. Kiara: “Itna awkward feel karne ki bhi jarurat nahi hain. college mein love attraction ho jata hain. Maine bhi Kabir se shaadi ki hain jo khud Rashi ko chaahta tha. Rashi bhi Kabir ko chaahti thi. Mujhe koi problem nahi hain” Kabir: “Zubin aur Zara, tumhe akele mein baat karne ke liye time chaahiye?” Zubin: “Nahi, I am cool. Mujhe bhi kabhi Zara ko bataane ka mauka nahi mila par college mein meri bhi kai girl friend thi. Main bhi bahut ghuma fira hoon unke saath. Agar Zara mujhe bata bhi deti to mujhe bura nahi lagta. Zara, tum agar Ujjawal ke saath baat karna ya milna chaaho to mujhe koi problem nahi hain” Rashi: “Zubin thank you” Zubin: “Main hamesha yahi sochta tha ki Zara itna bujhi bujhi si kyu rahti hain. Aaj jaakar pata chala iska kaaran. Main inki life ka villain bana hoon” Ujjawal: “Isme tumhara dosh nahi hain. Jo kismat mein tha wo hua” Zubin: “Phir bhi main tum dono ke liye kuchh karna chaahta hoon. Main chaahta hoon ki tum dono ek date par jao. Itna to kar hi sakta hoon main” Zara ne Zubin ko aascharya se dekha aur ek rukhi si smile di, usko yakeen nahi ho raha tha. Kabir: “Very good, aaj hi rakh de inki date?” Zubin: “Sure” Kabir: “Main chhat par table chair lagwa deta hoon inki date ke liye” Rashi: “I think Urvi se bhi permission le leni chahiye. Uske liye bhi yeh shocking news hain” Urvi is dauran puri tarah sadme mein thi. Sabki najre ab usko dekh rahi thi. Urvi: “Thheek hain” Rohan: “Agar kisi ko objection na ho to is dauraan main Urvi ko date par lekar jaau taaki wo akela feel na karein” Sab logo ne haami bhar di. Kiara: “Sab log daanveer ban rahe hain to main bhi ban jaati hoon. Main apne pati Kabir ko Rashi ke saath date par bhejna chaahti hoon” Rashi: “Iski jarurat nahi hain Kiara” Kiara: “Come on Rashi. Yeh date meri taraf se kabir ko shaadi ka gift hain, meri help nahi karogi?” Rashi ne ek najar apne aashiq Kabir ko aur dusri najar apne pati Rohan ko dekha. Dono ne ishare mein haami bhar di aur Rashi ne sir hila kar haa bol diya. Kiara: “To thheek hain, 11 baje tak apni date khatm kar sab apne apne partner ke paas laut aana. Date khatm hone ke baad sab achchhe mood se apne partner ke paas aayenge to bistar mein performance bhi bahut jabardast denge” Rohan: “Good idea Kiara. Apni suhaagraat ko aur romanchak banaane ke liye achchha idea lagaya. Magar tumhaare aur Zubin ke mood ka kya hoga?” Kiara: “Main aur Zubin bhi apni date kar lete hain. Ek nayi naveli dulhan ko date karna pasand karoge Zubin?” Zubin: “My pleasure” Kabir ne ek kaam karne wale ladke ko bula kar chhat par Zara aur Ujjawal ki date ke liye table chair lagwaane ko bol diya. Rohan: “Main aur Urvi to kamre mein hi date kar lenge simple si. Kyu Urvi chalega na” Rohan ne shararati najro se Urvi ko dekhte huye puchha. Urvi ke tan badan mein ek tarang uthh gayi aur usne smile karte huye haami bhar di. Kabir: “Rashi tum kaha jana chahogi?” Rashi: “”Mujhe tumhare ghar ke peechhe wala lawn bahut pasand raha hain, hum waha jaaye?” Kabir: “Wo to mujhe bhi pasand hain” Kiara: “To Zubin hum yahi baithhte hain, phir dekhte hain” Zubin: “No issue. Best of luck sabko. Bye” Sabhi log apni apni date ko lekar chale gaye aur waha Kiara aur Zubin rah gaye. Zubin: “To Kiara, aur batao Zara aur Ujjawal ke baare mein” Kiara: “Jalan mahsus ho rahi hain yeh jaankar ki tumhaari wife ka ek aashiq bhi hain?” Zubin: “Wo baat nahi hain. In do saalo mein jitni bhi baar maine Zara ko chod…” Kiara: “Ruk kyu gaye, bindaas bolo. Main bhi yeh saare shabd istemaal karti hoon to chinta ki baat nahi” Zubin: “Jab bhi Zara ko chodta hoon to aesa lagta hain jaise kisi dummy pootle ko chod raha hoon.