The dirty picture – Episode 8
Desi Chudai
This story is part of the The dirty picture series Dosti, pichhli baar is kamukta hindi story me aapne padha ki Riya ne Sharad par galat iljaam lagaate huye Shirley aur Sharad ka jhagda karwa kar unko bahut dur kar diya. Pareshani ki haalat mein Shirley ne kissing scene mein Rihan ko jam kar chuma. Ab aage… Apne room mein aakar Shirley ne apne aap ko aaine mein dekha to uske honthho ki lipstick bikhar chuki thi aur wo wahi kursi par baithhe ro padi. Tabhi darwaje par dastak huyi to usne aansoo ponchh daale. Rihan kamre mein aaya aur Shirley ke saamne baithh gaya. Rihan: “Aaj tumne jo kiss kiya hain wo main zindagi bhar nahi bhulunga. Tumhaare phoolo se mulayam honthho ne jis tarah mere honthho ko bharkar dabaya hain wo bahut jabardast tha” Shirley najre jhukaaye baithhi rahi aur kuchh nahi boli. Koi jawaab nahi milne par phir Rihan bhi chala gaya. Baaki poore din baaki ke normal scene shoot huye aur phir Shirley ghar chali gayi. Shirley ne shoot par huyi ghatna yaad karte Riya ko batayi. Riya ne usko shant kiya. Tabhi Shirley ko vomit hone lagi. Phir Shirley ne Riya ko bataya ki uska period kaafi late ho gaya hain aur itni tension mein usne dhyaan hi nahi diya tha. Shirley ne purane moments yaad kiye aur usko shak hua ki kahi us din sex scene ke dauran Rihan ne apne lund ka juice uski chut mein to nahi utaar diya tha! Shirley ne agli subah pregnancy test kiya aur uske hosh ud gaye the. Wo pregnant thi aur usko pakka yakeen tha ki yeh kaam Rihan ne jaanbujhkar kiya tha. Usne Riya se is baare mein baat ki Shirley: “Us kamine Rihan ne mujhe pregnant kar diya. Agar wo usi din bata deta to main emergency pill le leti” Riya: “Ek kaam kar tu doctor se milkar abortion karwa le” Shirley: “Nahi. Main us Rihan ko chhodungi nahi. Main bachcha paida karungi aur us Rihan ko apnana padega” Riya: “Tu Rihan se shadi karna chaahti hain?” Shirley: “Rihan kya bura hain! Wo mujhe pasand karta hain aur achchha dikhta hain. Paise wala hain. Waise bhi Sharad se sab khatm ho chuka hain hain jisko apna maan sab kuchh diya aur usne dhokha diya” Riya: “Rihan ne shadi se inkar kar diya to?” Shirley: “Usne shadi nahi ki to main uski police complaint karungi aur badnaam karungi” Riya ne mauka milte hi Rihan ko phone kar bata diya ki kya baat huyi hain. Rihan ne ghabra kar apne maama Vikrant ko yeh baat batayi. Riya aur Shirley taiyar hokar Rihan ke ghar ke liye nikal gayi. Shirley ne Rihan ke ghar par usko aur uske maama Vikrant ko dhamki de dali ki agar Rihan ne us se shadi nahi ki to wo police ke paas jayegi aur badnami karegi. Vikrant: “Badnaami to tumhari bhi hogi. Rihan agle 8-10 saal tak shadi nahi karega, usko acting mein career banana hain. Main tumhe ek dusra option deta hoon, main tumhaare bachche ko apna lunga. Tum mujhse shadi kar lo. Main to shuru se kunwara hoon” Shirley: “Apni umra ka to khyaaal kiya hota! Hum dono ki umra mein 20-25 saal ka difference hain, mujhe nahi manjoor yeh option” Vikrant: “Abortion ya police complaint jo tumhari marji hain wo tum karo. Jo bhi hua hain shooting ke dauran hua hain, isme Rihan ka koi dosh nahi hain. Tumney contract sign kiya hain” Shirley rote huye waha se chali gayi. Vikrant: “Riya, tum Shirley ko samjhao ki wo mujhse shadi ko maan jaye” Riya: “Magar tumney mujhse shadi ka vaada kiya hain aur isliye main tumse pregnant hoon. Apni saheli ko dhokha dekar main tumahra itna saath de rahi hoon!” Vikrant: “Main tumhi se shadi karunga. Shirley ko abhi bas shant karne ke liye yeh jhootha naatak karo tum. Abhi film ki shooting baaki hain. Shooting poori hote hi main usko shadi ke liye mana bol dunga” Riya khush hokar baahar aayi aur udaas khadi Shirley ko samjhaya ki usko yeh deal accept kar leni chahiye. Usko paisa aur bachche ke baap ka naam chahiye wo usko mil jayega. Riya: “Main teri jagah hoti to Vikrant se shadi kar leti. Kayi heriones ne apne se kaafi bade umra ke daulatmand insaan se shadi ki hain. Tumhara future safe ho jayega. Agar tumney abortion karwa bhi liya to yeh film release hone ke baad Sharad to kya koi bhi tumse shadi karne se katrayega” Riya aur Shirley shooting location par pahuch gaye. Shirley ko manaane ke liye phir Riya ne chaal chali aur wo Sharad se milne uske room mein gayi. Riya: “Tumhe ek news deni hain. Vikrant ne Shirley ko pregnant kar diya hain aur wo Vikrant se shadi karne wali hain” Sharad ka dil pehle hi tuta hua tha aur yeh do baatein pata chalne par to poora dil chur chur ho gaya. Sharad: “Tum mujhe kyu bata rahi ho?” Riya: “Mujhe tumhaare liye bahut bura lag raha hain. Shirley tumhe jalaane ka koi mauka nahi chhod rahi hain. Maine usko kitna roka magar wo itne buddhe aadmi se pregnant hokar shadi karne ko taiyar ho gayi” Sharad: “Mujhe us se ab koi matlab nahi hain” Riya: “Maine tumhe pichhli baar jo chudai ka offer diya tha wo mujhe Shirley ne hi karne ko kaha tha. Main wo nahi karna chaahti thi. Shirley bas tumhe badnam karna chaahti thi. I am sorry Sharad” Sharad: “Shirley badle ke liye itna neeche gir gayi?” Riya: “Main apne kiye ka prayschit karna chaahti hoon. Main tumhaare liye kya kar sakti hoon batao? Tum mujhe chodna chaho to chod sakte ho. Just casual sex” Sharad: “Nahi, mujhe nahi chahiye. Tumne jo mujhe sach bataya uske liye thank you” Riya: “Mujhe pata hain tumhara dil tuta hain. Come on, chod lo mujhe” Riya ne side mein ghumkar apne mote mummo ka ubhar dikhaya aur phir apni gaand ke ubhaar ko dikha kar lalchaya. Riya: “Tum mere flat par aakar mujhe chod do. Shirley ke saamne mujhe chod kar tum bhi usko jala sakte ho. Mujhe koi problem nahi hain. Usko bhi pata chalna chahiye ki kisi ko jalana kya hota hain. Aaj shaam ko aa jao, main address SMS karti hoon” Sharad: “Thheek hain magar sirf casual sex” Riya khush ho gayi aur Sharad ko apna addess dekar chali gayi.